2026-11-17
Jungle mein aag pe seedhi roti, poori family ke saath | DHARKUNDI #Chitrakoot #AngakarRoti
Is baar gaon gaya to poori family ke saath Dharkundi ke jungle mein picnic pe nikal pade. Chitrakoot ki famous angakar roti seedha aag ke angaaron pe seki, saath mein baigan aloo tamatar ka chokha bana, aur sab ne jungle mein baith ke saath khaya. Sach bataun to aisa swad kisi hotel mein nahi milta.
Khaane ke baad Dharkundi Ashram gaye, phir Purwa waterfall, aur raat tak wapas apne gaon Chandrabhan ka dera pahunch gaye.
Aapke gaon ka famous khana kya hai? Comment mein zaroor batana.
0:00 Gaon se jungle ki taraf
0:20 Dharkundi ke jungle mein picnic
1:59 Angakar roti aur chokha
2:28 Sab saath mein khana
2:46 Dharkundi Ashram aur Purwa waterfall
3:16 Wapas gaon, Chandrabhan ka dera
Watch on YouTube →

